MANISH KUMAR
8 years 5 months ago
"csc" se aadhar seva band kar di gayi hai . ham govt. premise mein shift kiye aur band kar diya gaya hai. jabki abhi bhi private center par aadhar banaya ja raha hai. is taraf dhyan dene ki jarurat hai. gramino ko prakhand aur jila karylay jana pad raha hai . phir csc ka kya fayda. jo gramin level per sanghras kar rahe hain. unka bhi khayal karein . 2 lakh ki punji kharab ho rahi hai. kya yahi "sabka sath sabka vikash" isi tarah se hoga.
Like
(0)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam