Avinash Gaur
7 years 4 months ago
Aaderniya Pradhan Mantri Ji, Mera naam Avinash Gaur hai aur mai 9th class ka student hu mai aapse yah kahna chahta hu ki aaj ke adhyapakgad vidhyarthiyon ko rattu tote ki tarah ratwaate jyada hai aapse nivedan hai ki aap Man Ki Baat me unn sabhi adhyapakgad se kahe ki aisa karna theek nahi hai isase vidhyarthiyon ki sochne ki chhamata kam ho jati hai aur wo jyada gahrayi tak soch nahi pate hai apse nivedan please 🙏🙏🙏. Mai aapka bahut bada fan hu. You are my inspiration. Jai Hind Jai Bharat.
Like
(5)
Dislike
(2)
Reply
Report Spam