IOXXXXXXOH
3 years 6 months ago
mananiy Pradhanmantri Shri Narendra Modi ji Sadar pranam main ek Bhartiya Hindu nagrik hun ham aapse ek nivedan karte hai ki hamare Desh mein rajasv vibhag ke Sahyog se avaidh kabja bhumafiya cole Mafia khanij Mafia jameen sambandhi vivad mein sust Kanoon Pace pe Pace muaawja farji dastavej Bhrashtachar muddon per sakht Kanoon BHU Mafia avaidh kabja Dhari ke khilaf apradh darj karna Jaise muddon per Vishesh Dhyan Gambhir chinta ka vishay hai jisse hamare Desh ka mahaul shantipriya Ho Sathi Yuva kisanon sabhi kisanon berojgaron ko unke lagan man sambandhi vishayon mein chintan arthik madad ka Sahyog avashya Karen yahi hamari aapse nivedan prathna hai
Like
(6)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam