nayana vaste
4 years 2 weeks ago
Sir jai hind aaj ye news padha ki online transaction par bhi bank charges dene padenge to fir kya kare atm se bhi paisa nikalo to charge dena hai to cashless payment karana chalu kiya to usper bhi charges kyu kyu ki ham online koi chij kharidate hai to already gst cgst to cut gi jata hai aur ab ye online transactions ka bhi kyu cut karenge upi payment ke kya samanya manvi ki pareshaniya aap samzate ho na? Bahot takalif ho rahi hai isase
Like
(7)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam