NEERAJ TIWARI
11 years 7 months ago
Pradhan mantri ji makar sankranti ki bahut bahut badhai job creation ke liye hame gambhirta se sochna chahiye kyoki pada likhe yuva ko naukri nahi milegi to isse desh ka bahut nuksan hoga aur yuva varga ka bhi wah nirash hokar galat rah me bhatak raha hai use sahi rah me lana padega yah karya hum sabhi ko milkar shuru karna hoga jaihind
Like
(0)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam
