PRADEEP Soni
11 years 9 months ago
Mai Modi ji sarkar ko dhanywad deta hun ki unhone bharat k nagrikon ko bhi kuchh kar dikhane ka mauka diya hai. Mai job creation me koi lecture nahi dena chahta hun bas ek simple sa funda dena chahta hun sarkar ko, Hamare desh me railway ka bahut bada network faila hua hai aur aap dekhenge us rail network k dono or approx 30-40 meter jagah railway ki khali padi hui hai. agar hum us jagah par Jatropha k trees lagane ka kam suru karen to humare desh me bahut sa rojgar nikal ayega
Like
(0)
Dislike
(0)
Reply
